Download App

Chapter 2: how lived A Best life

I am Zeeshan Nahum from Pakistan.age 27 and I am Muslim I shared my own experiences with specially for new generation .Main Ak Muslim ghranay se Taluq Rakhta hun ak Middle class family se belong krta hn air 1992 20 April ko paida huwa shuru se hi Main akela rehna pasand krta tha school Main zayada apni shrartu ki waja se Kafi famous bhi tha ma 8th standard ma tha jub Mari walda ka intiqal howa to Papa ne dosri shadi kr li tub se Mari zindagi buhat mushkil Hu gae lakin survive krna tha iskay ilwa koi hal bhi Nahi tha. Ye batana chahta hun jo ahista aihsta agy bhi bayan kru ga K zindagi chahye jtni bhi mushkil kyu na Hu agr insan har na many tu wo kbhi na kbhi mushkilat se nikal jata ha bus apka apny Allah pe aur khud pe yaqeen pukhta hona chahye log ka manna ha insan kamzor rishtu ki waja se halat ki waja se kamzor hota ha lakin asa nahi ha insan kamzor khud pe yaqeen na hony ki waja se kamzor bnta ha aur wo kuch hasil nhi kr pata jiska shayed wo haqdar bhi ya usko pany ki ahlyet bhi Rakhta Hu bus apko khud pe yaqeen ko mzbot rkhna ha ar sahi waqt ka intizar krna ha jis zaat ne humain pada kia ha usnay humain bemaqsad nhi bnaya.


Load failed, please RETRY

New chapter is coming soon Write a review

Batch unlock chapters

Table of Contents

Display Options

Background

Font

Size

Chapter comments

Write a review Reading Status: C2
Fail to post. Please try again
  • Writing Quality
  • Stability of Updates
  • Story Development
  • Character Design
  • World Background

The total score 0.0

Review posted successfully! Read more reviews
Report inappropriate content
error Tip

Report abuse

Paragraph comments

Login